Itni sundar boli aur madhur hai jinki vani
Kuch aise hai hamare apne Shri L.K Advani
Desh ko aage badhaya
Ekta ka marg dikhaya
unhone kya hai khoya kya hai paya
Jinpe hai inka saya
Modiji ne bhi diya saath
Desh main laaye ujala
Nano pe laga tala ekdum khol dala
Bharat ke bhavishya ko inhone dhyan se hai sambhala
BJP ki kaman hai
ubharte Bharat ki shaan hai
aaj sabhi netao sejyada bhudhimaan hai
Bane agar yeh hamare pradhanmantri
toh koi samsya na hogi khadi
Inke paas hai aisi jadu ki chadhi
Jo desh ki bhalai ke liye hai padhi
Itna naram sobhav
Desh ki dikkato main sujhav
Dekhte hi banta hai Janta se lagav
Har man main khilaya Kamal
Desh ka badya maan
Hai dua dil se aise hi milta rahe inko samman
Jai Shri Ram
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment