Sunday, November 11, 2012

Har Pal Khushi

Ae Khuda aisi mer kariyo ki koi gum rula na sake.....
Ae Khuda aisi mer kariyo ki koi gum rula na sake....

Aur Har pal aisa diyo ki koi khushi ka mauka ja na sake....
Aur Har pal aisa diyo ki koi khushi ka mauka ja na sake....

Unka aana kucha aisa likyo ki fir woh kabhi jaa na sake...
Agar woh jana cahe bhi toh hame kabhi bhula na sake...

Kuch aisi dewaare bhul bhuliyaa ki baniyao ki har dewar par unka dedaar ho...
Jitna hum unhe fir dhundne ki koshish kare utna jyda unse pyaar ho...

Har raat taaro se hamari kuch aisi baatain ho...
Unki disha kuch aisi badle ki fir wohi mulakate hoo...
Jubah main mohobbat aur dil main unki shararat ke khate ho...
Aisa lage ki har pal woh humse kuch farmate ho...

Unki aadao main hum rang jaye aur plak jhapkte hi hawa main unki aahate ho...
Ek baar fir woh hamara naam pooche aur wohi chahte hoo.....

Kuch aisa mer kariyo Ek baar wohi aadae hamari jindagi ko jagah sake...
Kuch aisa mer kariyo Ek baar fir unki parchayi ko hum apne se mila sake....

Ae Khuda aisi mer kariyo ki koi gum rula na sake.....
Ae Khuda aisi mer kariyo ki koi gum rula na sake....

Aur Har pal aisa diyo ki koi khushi ka mauka ja na sake....
Aur Har pal aisa diyo ki koi khushi ka mauka ja na sake....

No comments:

Post a Comment